Sharing Our Innermost Thoughts

share your deepest feelings and emotions in a safe and supportive environment.

โš•๏ธDepression

๐Ÿง‘Anxiety

๐Ÿ˜ฐStress

๐Ÿ’—Relationships

Create Thought

โ€บMental Healthโ€บThought

If you or somebody you know is currently struggling, please take deep breaths and reach out to somebody. Here are few resources that may help.
๐Ÿ‘€
Anonymous

I really want to know โ€ฆ Plz me mene kuch anjane me badi galtiyaan kari or fir uske liye mene apne dearones se mafi bhi mang li h. But mujhe ye problem h when i apologize wo ek bar me nahi hota bar bar bolna padta h. Mujhe maaf kar diya gaya h fir bhi. Mere man me aata h ke jab apologize kr liya h to ab jinse apologize unse mazak nahi karna thode time normal nahi hona mtlb ke abhi apni galtiyo ki mafi.mangi or normal ho gaye. I went normal after apologize fir mujhe guilt hua mene us chiz ki bhi mafi mangi. Maaf kar diya. But mene irritation me bol diya tha โ€˜plz meri baat sunloโ€™ mere dear one nahi sun rahe the isliye. To mujhe kya karna chaiye. Me bahut jyada pareshan hu. Suicidal hu mujhe kuch samjh nahi aa rha h bahut halat kharab ho gai h meri. I m apologizing since long. Fir mujhse kuch na kuch galti ho jati h. Me kya karu plz help me. Plz doctor ya psychologist ki advice mat dena mene le li h. I want advice from you people plz help me i beg you โ€ฆ

๐Ÿ‘€
10 replies

Barnali Dave @barnalii

โ€ข

Mistakes are part of everyoneโ€™s life. I had the same problemโ€ฆ kind of. But you need to know that your partner should accept you the way you are and you should not feel guilty about you mistakes this much. He should love you with your mistakes too. And donโ€™t think you are mental or something, this is very natural and happens with many people. Just have faith in yourself.

๐Ÿ‘€
Anonymous
โ€ข

I am not talking about partner , mujhse kuch galtiyaan mere dearones ko leke ho gai jo bahut badi h. And i m on antidepressents

This thought has been deleted by the thought author
๐Ÿ‘€
Anonymous
โ€ข

Which session

๐Ÿ‘€
Anonymous
โ€ข

Ap log kya karte meri jagah hote to. Jab ap mafi mang chuke hote or ek bar hi apko maaf kar diya h lekin ap ab thak gae ho mafi mangke.

@kai_06
โ€ข

First of all hua kya hai wo pata chale toh usse hisaab se bata sakte hai so if you can share it then letโ€™s connect

This thought has been deleted by the thought author
@kai_06
โ€ข

Well first have to know the basic reason of your problem then only i can like advice you

๐Ÿ‘€
Anonymous
โ€ข

Mene kuch anjane me bahut badi galtiyaan kar di. Jo morally sahi nahi thi. Uske liye mene apne dearone se kai bar mafi mangi unhone ek bar me maad bhi kar diya. But me jitni baar bhi mafi mangti kuch na kuch thoughts man me aane lagte jese ye colour dekh liya , ya desires aate h jabke agar ap mafi mang rahe ho to ap dil se mange us waqt dimag me kuch nahi ana chaiye. Mene fir finally jis din mafi mangi uske baad hota h na ke badi galtiyaan ki h to ab ekdam se normal baat mat karna chup raho. Me normal ho gae mene dearones se bola chalo gate ke bahar night walk pe chalte h unhone kaha nahi abhi nahi mene ek do bola esa fir mene us chiz ki bhi mafi mangi ke mene normal behave kyu kiya. Fir me irritate ho gaye wo sun nahe rahe the kyunki koi bhi apki apology baar baar sun ke bore ho jaega. To mene irritate hoke bola โ€˜suno naโ€™ uski bhi mafi mangi , aur me mobile dekhne lag gaye. Mene mafi mangne se pehle khud se ye promise kiya tha ke mujhe kisi non-edible chiz ka addiction tha wo ab me nhi khaunge na dekhna na touch. But uska daily life me use h me ignore nahi kr skti ye bhi man me chalta h mere. Mene last bar mafi mangne se pehle mobile bhi nahi chalaya jo aj ki date me kitna important h , tv nahi dekha , gane nahi sune , kisi dost se bt nahi ki meri kya halat ho gai hogi socho fir mene mafi mangi โ€˜suno naโ€™ irritate hoke bol gai mafi bhi mangi or mobile dekhne lage. But meri halat bahut kharab h. me mafi bhi ni mang skti abhi kyunki agar me mafi mangungi to mujhe bahut time ho jaega. Meri body thak jaegi. Meri health bhi gir gai h. Me weak ho gai hu khana ache se nahi khati. Mujhe dr psychologist , meditation ki salah abhi mat dena me dr. Ko dikha diya psychologist se bhi session liye but har baar ek hi baat uske fee pay karni padti h. me kya karu ap meri jagah hote to kya karte mujhe bataiye i really need help. Me bahut jyada pareshan hu. Me kuch kam bhi nahi kar pate ache se.

user_group_img

8624 users have benefited
from FREE CHAT last month

Start Free Chat
start_free_chat_cta_image