👀
Anonymous
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin (2),
Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahi…
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin
Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahi (2)
Tu mil saka na hamko, tassalli toh mil gayi (2)
Aayi bahaar shaakh pe kali bhi khil gayi…
Armaan tha hamako jiska woh gul khila nahin (2)
Naseeb mein nahin tha jo hamako mila nahin (2)
0 replies