Ujjwal @ubrdj
Not a fan of Indian TV shows but there’s something different about the below poetry, kept it aside for years, just came across it today so sharing😉
Yaadon mein kitni dafa, tumhari gali tumhara dard pukarta raha
magar kya karoon, mujhse hi aaya na gaya,
ek gham jo diya tha maine, mujhse bhulaya na gaya
us roz main yahan se gaya tha ye sochkar ki laut aaunga
ek waada jo kiya tha tumse wo nibha jaunga,
par shayad us waqt zindagi ko ye manzoor naa tha
warna main is qadar bhi majboor naa tha
abhi bhi waqt hai, haan waqt hai abhi,
lekin ye waada hai khud se ki ek din tumhare saamne aunga main
tumne jo kiya tha wo har shikwa mita jaunga
yakeen dila dunga ki main bura tha, magar itna bhi nahi
warna tumhara har ilzaam apne sir utha lunga, jo kar paya gar itna bhi nahi
NBTNMKK
Na bole tum na mene kuch kaha
Ujjwal @ubrdj
On point 😊
💛NBTNMKK
💛Mohan and megha bhatnagar
Such a beautiful story
Ujjwal @ubrdj
U remember the characters as well🙌🙌