Koi shakh karai meri mohabbat pe b
Humnai unsai mohabbat ki jinsai 3 saal mai mile b nai.
Us bro us. Mai bhi nahi mila aur mohabbat ho gayi,
Jinki sirf awaaz suni unse mohabbat ho gayi,
Bhagwan maaf kare yeh bagawat ho gayi🥲
Too deep
Teri wali bhi bohot dur rehti hai kya?
Ni wo humesha mere dil mai rehti hai
Waise toh woh bhi mere qarib hai janaab.
Duriyaan kitni hai dono mai?
Maine sadak nappi ni abi thk ha yar 5-7 km ki distance hai
Bohot hi kam hai sunne mai magar woh 5-7 km kitna dukh de jaati hai na!!
Meri wali toh yaa toh 12000km dur hai nahi toh 3000km🙂
Pata bhi nahi kahan hai, theek hai ki nahi
Aye hye
Meri wali bol bhi nahi sakta kyunki kabhi meri hui hi nahi😊
But it is what it is
Hmmm