Sharing Our Innermost Thoughts

share your deepest feelings and emotions in a safe and supportive environment.

βš•οΈDepression

πŸ§‘Anxiety

😰Stress

πŸ’—Relationships

Create Thought

β€ΊRelationshipsβ€ΊThought

πŸ‘€
Anonymous

Kisi pe trust karna kyu kisi dusre k liye saza ban jata hai
Mere frnds family yaha tak ki jisase bhi use pahli bar milwaya sabne bola mujhe ki ye dhokha degi tumhe lekin maine kisi ki na suni mujhe laga ki iske sath pahle aisa ho chuka hai ye dard samjhegi dhokhe ka aur kabhi mere sath vaisa na karegi lekin vo mujhe jhuth bolti rahi mujhe dhokha deti rahi aaj jab maine use confront kiya to usne ye tak bol diya ki mai shadi k bad bhi jarti rahti chhup chhup k baat
Kyu yar kyu pyar karne ko sab ek gunah bana rahe hai sach me mar jane ka man karta hai ab jiske trust pe mai sabse lad gya usi ne aj mujhe tod diya andar se bilkul

2 replies

Parth_nimavat @parthnimava...

β€’

Don’t worry bro abhi life me bohot kuch bakki hai uski parvah karo focus on your goal and uske bare aek bar bhi mat sochna agar aaye bhi to usko apni koi achhe kaam me daldo ye sab kuch mere sath bhi ho chuka hai so muje pata hai koi farak nahi padne vala usko jo badal na chahata hai Vohi badlega varna koi nahi badlta.

Khushboo @khushboo

β€’

Yes, don’t trust people easily. The life is all about these challenges and to overcome them leads to success. Don’t lose hope for anything. All the best.

user_group_img

8634 users have benefited
from FREE CHAT last month

Start Free Chat
start_free_chat_cta_image