Abhi phone switch off kar dunga fir muu phula k baith jaogi
Falana dhumkana karogi
Tumhe dil m jagah cahiye thi ya mere phone me ?
Ek kaam karta hu mil k apna phone de deta hu ussi k saath sab kar lena apni life b usi k saath bita Lena
Personal chat kyu dal raha h bhai idhar ? 😹
Kyu tumhari Amma ko dikkat ho raha h kya , Mera phone , mera ACC jo man chahe wo dalu
Dekhta ja ab 😹
Wahi to nahi dikh raha 🤣 dhikha de