Aab ghar jaane ka bhi maan nehi hota
Lagta hai ki apna makan banate banate apne hi ghar de dur ho gaaye hai hum
Jab khush the, tab khushiyo ki kadar nehi ki, aur ab zindagi main hai bus gum.
Teri yaadon main hum iss kadar fanaah hue ki zindagi tere bin kabhi dekhi nehi
Aur jab tu chali gayi, toh aab zindagi se ruth jaane ka maan hota hai.
Aaj jab likhta hoon, toh yaad aata hai ki ek waqt tere liye likhta tha aur aaj tere baare main likhta hoon.
Samanya Kavi
Gaurav K. @gaurav_kumar
🙏🙏
Bohot bohot shukriya :)
राही💜 @kartikkk
वो चले गये हैं तो चले गये हैं
अब इसमें लिखना और लिखाना क्या?
हर घर से निकलता हैं एक घर
और लौट ही नहीं पाता अपने घर…