Pyar to aisa hi hota hai
Tumhe satana acha lagta hai,
Tumhara mujhe manana aapnepan ka ehsaas deta hai,
Lafzo mai beshak na kahu,lekin dil toh sub ankho se bayan karta hai,
Pyar toh aisa hi hota hai,
Jo khamoshi mai bhi har baat sunn leta hai,
Har chiz ko bas jazbaato se mehsoos kar leta hai,
Pyar toh aisa hi kuch beparwah, maasoom aur thoda shaitan sa hota hai ❣️ !!!
Jhilmil💗 @jovialgirl
🤍
❣️❣️