MINTI🍀 @silent_emi
Maine paya tha usse kuch iss tarah
na wo jaanta tha na Mai ki kyo kismat ne milaya hamein iss tarah
Sab itna suhana tha sapna ho jaise
kahin mit jaaye na yeh kuch lamhe aise
Dar tha dil mein ki kahin yeh sab sapna toh nhi par afsos wo dar sach ho gya
na kuch kehne ko tha, na kuch sunne ko tha
thi toh sirf khamoshi…
khamoshi uss dar ki kahin kho na dun usse
or wo dar sach ho hi gya
Wo kho hi gya
Wo kho hi gya .🍂
Koi ni kuch pane ke liya kuch khona pdta b … Kho to gya h mil bhi jayga bdle me kuch 😂😂
MINTI🍀 @silent_emi
hasun ? 🙂
Sry thoda nonsense jesa h bs time pas krrha tha 😂
Ruskin @ruskin
Jin baaton se mai Dara krta tha,
Aksar tujhe kaha krta tha…
Bheed me Duniya ki tu tha…
Khamoshiyo se har dum Sirf mai Lada krta tha,
Tu aata tha chand lamho ke liye,
Bechain si yaadein mai saha krta tha…
Yaadon ke sahare guzarti bhi kitni,
Mai aksar tujhe kaha krta tha…
MIHIR @mihir1m
Nice lines, I can really match It with my life.
MINTI🍀 @silent_emi
🍀💗