Log mujhe masum kehte hain,
Din bhar chehakti rehti hu mai,
Phir bhi mujhe kiu gumsum kehte hain?
Mujhe logo par kam aur khudh par yakeen jyada hai,
Prem vyavhaar mera sabse hai
Bss vishwaash aadha hai,
Log chand ko chahte hain, mujhe ek tara pasand aaya hai,
Aur thoda bahut nhi sara ka sara pasand aaya hai,
Vo bhot mashhoor hai, apne aasman me jra magroor hai,
Vaise to vo mujh tak aa sakta hai,
Lekin kya kare uska thikana jra sa dur hai,
Baba gawah hai ki Mai najo pali hu,
Phir kiu mujhe log pyaar se mehrum kehte hain?
Aur itni to chalakiyan sikhli hai maine,
To aaj bhi kiu log mujhe masum kehte hai?
_lost🙃
Aditya @aditya2024
Accha likha h
Thank you😊
Love you
Ye jyada nhi ho gya bhaiya?
Thank you☺😃
Apka adress batao,
Tara rasta kho gaya h…
Aap kon tara ka dost? 😂
Shukriya😃
Thank you ji☺
Wah kya baat h 🔥
~ founder😂