Jo shor ka hissa hui
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolun magar na baatein karun
Yeh kya hoon main
Sab hai lekin main nahin hoon
Woh jo thoda tha sahi
Woh hawaa ho gaya
Kyu khafa ho gaya
Yun to yeh jahan paa liya
Maine hi mujhe paaya na
Hoke auron saa jaane kyun
Jeena hi mujhe aaya na
Duniya main itna uljha
Khud se main toota hoon
Mujhse hamesha main hi peeche chhoota