Fatima @ulasidahm12
Duniya mai mohabbat aaj bhi barkaraar hai,
Kyu ke ek tarfa pyaar aaj bhi wafadaar hai.
👀💕
Ruskin @ruskin
Haya ke parde ke piche aksar sab saaf hota hai…
Fatima @ulasidahm12
Aage ka bhi aap he bol de.
Ruskin @ruskin
Isse jada bebasi ka gham hota hai…
Fatima @ulasidahm12
Wah wah wah waah.
Fatima @ulasidahm12
Niceee.
Ruskin @ruskin
Huzoor, main galeech sahi…
Maine zabardasti ka Pyaar nhi manga…
Ruskin @ruskin
Jo lajawab nhi…(bina saleeke ka insaan)
Ruskin @ruskin
Aksar gawaar bhi kehte hain
it @illu
Woh pyar dursi taraf se bhi hai
par woh insaan hai jo pyaar se ab darta hai
Jab koi usse zyada pyaar kare toh woh usse apne se dur karta hai
Kya yeh sahi hai ki woh usse pyaar bhi kare aur dikhaye ki nafrat hai
Lekin iss pyaar ki umeed abhi bhi kaayam hai
Fatima @ulasidahm12
Yoo. Niceee.
flk07 @flk07
Ek tarfa pyaar ki taaqat he kuch orr hoti hi wo auron ke Rishton ki tarah nahi bat thi.
- SRK
Fatima @ulasidahm12
💯
Right
flk07 @flk07
😇